main
|
sidebar
Short Poetry And Quotes
Home
Entries (RSS)
Comments (RSS)
Login
Blog Archive
►
2016
(6)
►
May
(6)
►
2013
(109)
►
November
(28)
►
June
(37)
►
February
(19)
►
January
(25)
▼
2012
(813)
►
December
(16)
►
November
(23)
▼
October
(44)
Parveen Shakir
کائنات دا انت قیامت ھے...
Ahmad Faraz
Ghalib
Mohsin Naqvi
Jaun Eliya
Jaun Eliya
Tamam Umar Ki Awargi..
Baarish
Umar bhar juda nai hoty..
John Eliya
Alhamdulliah
Muhabbat Aam Sa Aek Waqiya Tha,,
Meer Anees
Tu Yaad KAr..
Raat Youn..
Abdul Hameem Addam
Khanjar Anaa Ka..
Afzal Gohar
Naye Aainy..
Lo chal para hoon..
Baba Fareed
Favourite,, Ahmad Faraz
Nice One..
Adeem Hasmi
Ahmad Faraz
Jaun Eliya
Yaad aayaa tha..
Soda gari nahi
Mohsin Ko Dar-E-Yaar
Zindagi Se Kaho
Teri har raat thehry
Khuwab..
Eid Mubarak..
eID MUBARAK
Eid Mubarak
Mujh Men Khuwahish Hi..
Forgiveness is such a..
Cheekhen, Muheeb Qehqahe
Mohsin Ki MouT itna Bara
Baithy Hain Raah Guzar Pe..
Yahan kis ko itni fursat
Mere Zeest Ki Sab Se
Kis kis ki zuba'n roknay..
►
August
(19)
►
July
(75)
►
June
(76)
►
May
(77)
►
April
(52)
►
March
(129)
►
February
(161)
►
January
(141)
Tuesday, 9 October 2012
Parveen Shakir
Posted by Hassan Ali at
05:07
Dukh Sb K Mushtarik Thy,, Magr Hosly Juda..
Koi Bikhar Gya To Koi Muskra Dia..
کائنات دا انت قیامت ھے...
Posted by Hassan Ali at
05:06
کائنات دا انت قیامت ھے...
ایندے بعد ڈساتیکوں کتھ گولاں...
Ahmad Faraz
Posted by Hassan Ali at
05:05
Karun Na Yaad Magr Kis Trah Bhulaon Usy..
Ghazal Bahana Krun Aur Gun'gunaon Usy..
Ghalib
Posted by Hassan Ali at
05:05
Yeh kahan ki dosti hai k bany hen dost naaseh..
Koi chara saaz hota, koi gham-gusaar hota..
Mohsin Naqvi
Posted by Hassan Ali at
05:05
Is Shab K Muqadar Men Sehar Hi Nahin Mohsin..
Daikha Hai Kayi Baar, Charagon Ko Bujha Kr..
Jaun Eliya
Posted by Hassan Ali at
05:03
Men tumhray hi dam se zinda hun,,
Mar hi jaon jo tum se fursat ho..
Jaun Eliya
Posted by Hassan Ali at
05:03
Daad-o-Tahseen Ka Yeh Shor Hai Kiun..?
Hum To Khud Se Kalaam Kr Rhy Hen..
Tamam Umar Ki Awargi..
Posted by Hassan Ali at
05:02
Tmam umar ki awargi py bhari hai..
Woh ik shab jo tri yaad men guzari hai..
Baarish
Posted by Hassan Ali at
05:01
Hum jo roye to unhen kehna para..
Is trah krti hai,, barsaat safar..
Umar bhar juda nai hoty..
Posted by Hassan Ali at
05:00
Umar bhar juda nai hoty..
Dard ba-asool hoty hen..
John Eliya
Posted by Hassan Ali at
05:00
Ek shakhas ki talaash thi mujhe,,
Mene apna hi intakhaab kiya..
Alhamdulliah
Posted by Hassan Ali at
04:59
The greatest test of faith is when
you do not get what you want but still,
you are able to say
'ALHAMDULLILAH'
Muhabbat Aam Sa Aek Waqiya Tha,,
Posted by Hassan Ali at
04:58
Muhabbat Aam Sa Aek Waqiya Tha,,
Hamary Saath Pesh Aany Se Pehly..
Meer Anees
Posted by Hassan Ali at
04:58
Tamna thi k paivand-e zameen-e- KARBALA hotay,
Agrchay khaak hi hotay,
magr! KHAAK-e SHIFA hotay..
Tu Yaad KAr..
Posted by Hassan Ali at
04:56
Tu Yaad Kar.. Yaa,, Yaad Aaa..
Mein Tera Nahi..
Ye Yaad Rakh..
Raat Youn..
Posted by Hassan Ali at
04:55
Raat yoon sans ruK gai Meri..!!
Tu Mujhe Bhol gaya Ho Jaisy..!!
Abdul Hameem Addam
Posted by Hassan Ali at
04:54
J
ab uska naam Aye kisi ki Zaban par..
Us waqt ghour se mere Chehre ka haal dekh..
Khanjar Anaa Ka..
Posted by Hassan Ali at
04:54
Khanjar Anaa Ka Chalte Hi Be-MOAT Mar Gaya...
Hum ne Suna Tha ISHQ Bara Sakht Jaan Hy..
Afzal Gohar
Posted by Hassan Ali at
04:53
Sara Kamaal Hi Teri Kooza Giri Ka Hai..
Warna Zameen Ki Khak Se Ban'na Tha Kia Mujhe..
Naye Aainy..
Posted by Hassan Ali at
04:51
Naye aainay me bhi chehra dakha hy..
Runj phr bhi sb puranay hen..
Saturday, 6 October 2012
Lo chal para hoon..
Posted by Hassan Ali at
04:57
Lo chal para hoon Uth k main..
Dil se magar chahta ye hoon...
Wo uth k mujh ko rook lay...
Aur...
raasta na day...
Baba Fareed
Posted by Hassan Ali at
04:57
Vekh Fareeda mitti khulli.
.
Mitti ottay mitti dulli.
.
Mitti hassay,
Mitti rovay,
.
Antt mitti da mitti hovay!!!"
Favourite,, Ahmad Faraz
Posted by Hassan Ali at
04:57
Wohi Ishq Jo Tha Kabhi Junoon, Use Roz'Gaar Bana Dia..!!
Kahin Zakham Baich K Aa Gaye,, Kahin Shair Koi Suna Dia..!!
Nice One..
Posted by Hassan Ali at
04:56
They ignore you now,
but they'll need you later..
Adeem Hasmi
Posted by Hassan Ali at
04:55
Jaan Tu Kis K Liye Apni Ganwata Hai Adeem ..?
Khoobsurat Hai Wo Lekin Tera Kya Lagta Hai..?
Ahmad Faraz
Posted by Hassan Ali at
04:54
Mudaton se yehi aalam, na tawaquo na umeed..
Dil pukary hi chaly jata hai janaan, janaan..
Monday, 1 October 2012
Jaun Eliya
Posted by Hassan Ali at
07:02
Kon hai mau'tabr zamany men,,
Kis k waady py aetamaad kren..?
Bhool jany ki umar beet gayi,,
Aao, ik doosre ko yaad kren..
Yaad aayaa tha..
Posted by Hassan Ali at
07:01
Yaad aayaa tha bichharrna tera...
Phir nahiN yaad ke kia yaad aayaa...
Soda gari nahi
Posted by Hassan Ali at
07:00
Soda gari nahi ye ibadat KHUDA ki ha,,
Ay bekhabr jaza ki tamna bhi chor de..
Mohsin Ko Dar-E-Yaar
Posted by Hassan Ali at
07:00
Mohsin Ko Dar-E-Yaar K Sajdo'n Se Na Roko..
Qurban Jahan Dil Hue Wahan Qimat-E-Sar Kya...??
Zindagi Se Kaho
Posted by Hassan Ali at
07:00
Zindagi Se Kaho K Dulhan Ban K..!!
Aaj To Do Ghari Sanwar Jaye..!!
Teri har raat thehry
Posted by Hassan Ali at
06:59
Teri har raat thehry hue panion k shor jesi ho..
Tera har din tumhary 'bchpan ki Eid' jesa ho..
Khuwab..
Posted by Hassan Ali at
06:59
Khuwab Adhoory Hi Sahi..
Khuwab Sahary To Hen..
Eid Mubarak..
Posted by Hassan Ali at
06:58
Teri Aarzoo,
Teri Umeed Krta Hai,,
Koi Aaj Bhi,,
Tumhen Daikh Kr,,
Eid Karta Hai..!!
eID MUBARAK
Posted by Hassan Ali at
06:57
Uss Mehrbaan Ki Nazar_e_Inayat Ka Shukriya..
Tohfa Diya Hum Ko Eid Pe Judayi Ka..
Eid Mubarak
Posted by Hassan Ali at
06:57
Watan Baqi Rahy,,
Eid To Aani Jani Hai..
Mujh Men Khuwahish Hi..
Posted by Hassan Ali at
06:56
Mujh Men Khuwahish Hi Dhundne Ki Na Thi..
Mujh Men Khoya Raha Khuda Mera..
Forgiveness is such a..
Posted by Hassan Ali at
06:56
F
orgiveness is such a simple word,
but it's so hard to do when you've been hurt..
Cheekhen, Muheeb Qehqahe
Posted by Hassan Ali at
06:55
Cheekhen, Muheeb Qehqahe, Pur'Dard Siskiyan..!!
.
Seene me Shayad..!! Phir Koi, Daleel Mar Gaei..!!
Mohsin Ki MouT itna Bara
Posted by Hassan Ali at
06:55
Mohsin
K
i
MouT itna Bara, SaaneHa na thi,,,
Iss Saanehay par Baal Tere, Rayegaa'n Khuley..!!
Baithy Hain Raah Guzar Pe..
Posted by Hassan Ali at
06:54
Baithy Hain Raah Guzar Pe, Dil Ka Diya Jalaey,,
Shayad Wo Dard Samjhy, Shayad Wo Lout Aaey..
Yahan kis ko itni fursat
Posted by Hassan Ali at
06:53
Yahan kis ko itni fursat jo hamara haal puche,,
Yeh mizaj hai sabhi ka nahi zikar bs tmhara..
Mere Zeest Ki Sab Se
Posted by Hassan Ali at
06:52
Mere Zeest Ki Sab Se Bari Tamana Thi,,
Wo Mere Pas Mere Naam Ki Tarha Rehta..!!
Kis kis ki zuba'n roknay..
Posted by Hassan Ali at
06:52
Kis kis ki zuba'n roknay jaaon teri khaatir?
Kis kis ki tabahi me tera haath nahi hai?
Newer Posts
Older Posts
Home
Labels
Funny
Ghazals
God
Ishq
Janaa'n
Long Poetry
Quotes
Short Poetry
0 comments
Labels: Short Poetry